Saturday, November 30, 2013

Sad poetry image Designed girls urdu poetry









Sad poetry image Designed Images. ... Designed Images This section is for image graphic designers so come and share images designed, Tanhai - Nazam - Urdu Poetry - design poetry, poetry Pictures, poetry Images, Aankhon Main Koi Khavab Utarna Nai Data - design poetry. Lovely romantic urdu poetry Images, urdu poetry Photos urdu poetry Pictures, urdu poetry Images, urdu poetry Photos on Photobucket. Share them with your friends, Sad Urdu Poetry,download picture poetry free, download free picture poetry, free latest love picture poetry, new latest picture poetry download, love picture poetry free download, ...umhari khamoshi ka sabab , Janta hoon main  Rothe hoey ho tum / Manta hoon main / Per hisaar-e-anna main qaid / Ab ki bar bhi / Meri yeh khuwaush hai,sad poetry image Designed Images. ... Designed Images This section is for image/graphic designers so come and share images designed, Tanhai - Nazam - Urdu Poetry - design poetry, poetry Pictures, poetry Images, � Aankhon Main Koi Khavab Utarna Nai Data - design poetry. Lovely romantic urdu poetry Images, urdu poetry Photos.
download picture poetry free, download free picture poetry, free latest love picture poetry, new latest picture poetry download, love picture poetry free download, ,sad poetry image Designed Images. ... Designed Images This section is for image/graphic designers so come and share images designed, Tanhai - Nazam - Urdu Poetry - design poetry, poetry Pictures, poetry Images,  design poetry. Lovely romantic urdu poetry Images, 
, ,

Urdu Lovely Romantic poetry Pictures, Images, Photos









Urdu poetry Pictures, urdu poetry Images, urdu poetry Photos on Photobucket. Share them with your friends, Sad Urdu Poetry,download picture poetry free, download free picture poetry, free latest love picture poetry, new latest picture poetry download, love picture poetry free download, ...umhari khamoshi ka sabab / Janta hoon main / Rothe hoey ho tum / Manta hoon main / Per hisaar-e-anna main qaid / Ab ki bar bhi / Meri yeh khuwaush hai,sad poetry image Designed Images. ... Designed Images This section is for image graphic designers so come and share images designed, Tanhai - Nazam - Urdu Poetry - design poetry, poetry Pictures, poetry Images, � Aankhon Main Koi Khavab Utarna Nai Data - design poetry. Lovely romantic urdu poetry Images, urdu poetry Photos urdu poetry Pictures, urdu poetry Images, urdu poetry Photos on Photobucket. Share them with your friends, Sad Urdu Poetry,download picture poetry free, download free picture poetry, free latest love picture poetry, new latest picture poetry download, love picture poetry free download, ...umhari khamoshi ka sabab , Janta hoon main  Rothe hoey ho tum / Manta hoon main / Per hisaar-e-anna main qaid / Ab ki bar bhi / Meri yeh khuwaush hai,sad poetry image Designed Images. ... Designed Images This section is for image/graphic designers so come and share images designed, Tanhai - Nazam - Urdu Poetry - design poetry, poetry Pictures, poetry Images, � Aankhon Main Koi Khavab Utarna Nai Data - design poetry. Lovely romantic urdu poetry Images, urdu poetry Photos.
download picture poetry free, download free picture poetry, free latest love picture poetry, new latest picture poetry download, love picture poetry free download, ...umhari khamoshi ka sabab , Janta hoon main  Rothe hoey ho tum / Manta hoon main / Per hisaar-e-anna main qaid / Ab ki bar bhi / Meri yeh khuwaush hai,sad poetry image Designed Images. ... Designed Images This section is for image/graphic designers so come and share images designed, Tanhai - Nazam - Urdu Poetry - design poetry, poetry Pictures, poetry Images, � Aankhon Main Koi Khavab Utarna Nai Data - design poetry. Lovely romantic urdu poetry Images, 
, ,

Rahe ga ishq tera khaak mein mila ke mujhe


Rahe ga ishq tera khaak mein mila ke mujhe
Ke ibtidaa mein huye ranj intihaa ke mujhe,

Diye hain hijar mein dukh dard kis balaa ke mujhe
Shab-e-firaaq ne maara litaa litaa ke mujhe,

Baghair maut ke kis tarah koi marta hai
Mera raqeeb bhi roya galey laga ke mujhe,

Har ik shakhss ko haasil judaa hai kefiyat
Jafaa ke lutf tujhe hain mazey wafaa ke,

Ghazab ki aah meri Daagh naam hai mera
Tamaam sheher jalaao ge kya jalaa ke mujhe.

Thursday, November 28, 2013

Na Jane Kin Adaon Se Lubha Liya Gaya Mujhe


Na Jane Kin Adaon Se Lubha Liya Gaya Mujhe
Qateel Mere Samney Chura Liya Gaya Mujhe,

Kabhi Jo Un Ke Jashn Mein Siyahiyan Bikhar Gaen To
Roshni K Wastey Jala Liya Gaya Mujhe,

Barah-E-Rast Rabta Na Mujhse Tha Qabool Unhain
Likhwa K Khat Raqeb Se Bula Liya Gaya Mujhe,

Jab Un Ki Deed K Liye Khara Tha Main Kataar Me
Na Jane Kyon Kataar Se Hata Liya Gaya Mujhe,

Mein Rondney Ki Chez Tha Kisi K Paon Se Magar
Kabhi Kabhi To Zulf Mein Saja Liya Gaya Mujhe,

Poucha Gaya Wafa Hai Kya.? Jawab Tha K Zindagi
Qateel Piyar Se Galey Laga Liya Gaya Mujhe.

Wednesday, November 27, 2013

Tu Apnay Fun Say Meri Chaahat Ko Aazma K Daikh


Tu Apnay Fun Say Meri Chaahat Ko Aazma K Daikh
Main Toot-gai Hoon Tu Phir Say Mujhay Bana K Daikh,

Teray Badan Mein Lahu Ban K Dorrti Hoon Main
Tujhay Anaa Ki Qasam Hai Mujhay Bhula K Daikh,

Main Itnay Dard Mein B Qehqahay Lagati Hoon
Tu Aik Dukh Mein Mujhay Sirf Muskara K Daikh,

Tujhay To Main Nay Hamaysha Mannaya Hai Lakin
Main Aaj Rooth Chali Hoon Mujhay Mana k daikh.

Bohut Takleef Deta Hai Kisi Ko Al-Vida Kehna


Bohut Takleef Deta Hai Kisi Ko Al-Vida Kehna
Dikhai Kuch Nahi Deta.. Sunai Kuch Nahi Deta
Faqat Kuch Kap-Kapatey Lafz 
Jo Hoonton Per Theher Jayen
Ubharti Doobti Dharkan... Usey Aawaaz Deti Hai
Koi Apna K Jis Ka Naam Apne Dil Pe Likha Ho
Jis K Wastey Dil Se Duaein Hi Nikalti Hoon
Bohat Takleef Deta Hai Ussi Ko Al-Vida Kehna
Jisey Dil Mein Basaya Ho
Barey Hi Maan Se Jiss Ko Kabhi Apna Banaya Ho
Bohat Takleef Deta Hai Ussi Ko Al-Vida Kehna.

Qurb K Na Wafa K Hote Hain, Faiz Ahmed Faiz Poetry, Faiz Poetry,


Qurb K Na Wafa K Hote Hain
Saray Jhagray Ana K Hote Hain,

Baat Niyat Ki Sirf Hai Warna
Waqt Saray Dua K Hote Hain,

Bhool Jate Hain, Mat Bura Kehna
Log Putlay Khata K Hote Hain,

Wo Bazahir Jo Kuch Nahi Lagte
Un Se Rishtay Bala K Hote Hain,

Wo Humara Hai Is Tarah Se Faiz
Jaisay Banday Khuda K Hote Hain.
,

Sad Ghazal | Live Life With Less Pain

Kuch Ishq Kia, Kuch Kam Kia

urdu ghazals

                    Wo log bohut khush kismat the
                    Jo ishq ko kam samajhte the
                    Ya kam se aashiqi karte the
                    Hum jite ji masroof rahe
                    Kuch ishq kia, kuch kam kia
                    Kam ishq ke aare aata raha
                    Aur ishq se aulajta raha
                    Phir aakhir tang aakar hum ne 
                    Zaid donoun ko adhora chor dia

Tuesday, November 26, 2013

Wafa ki dastan-e-gham chalo tum ko sunaty hain


Wafa ki dastan-e-gham chalo tum ko sunaty hain
Jo dil pe daagh hain apne sabhi tumko dikhaty hain
Suno neend nahi ati,k dil betab rehta hai
Kabhi title k kachy rang kabhi jugnou statay hain
Sono jab sham hoti hai anderon se khafa ho kar 
Teri yadoon k mandir me charaag.e.shab jalaty hain
Boht khud pe jabar kar k muhabbat ka safar kar k
Bas itna jan payey hain mohabat 'MAR' nahi sakti
Mohabat 'MAAR' deti ha.

Mujhy tum chor mat dena


Mujhy tum chor mat dena 
Hazaron doorian hain per
Yeh rishta toor mat dena
Mera chehra bhula dena
Yaaden bacha lena,
Jo lamhy dard detay hon
Unhy beshak bhula dena
Jo lamhy aas detay hon
Unhy dil sy laga lena
Kahin bhi door reh lena
Bohat majbur reh lena
Magar is duri ko tum
Bahana mat bana lena
Taaluq toor mat dena
Mujhy tum chor mat dena.

Mairi Zindagi Mein Yun Aakar, Door Kyun Jaa Rahey Ho


Mairi Zindagi Mein Yoon Aakar, Door Kyun Jaa Rahey Ho 
Mujhey Gair Hi Rehney Do, Tum Apna Kyun Bana Rahey Ho, 

Tabeer Mein Jin Khwabon Ki Tum Shamil Hi Nahin 
Bolo Phir Aisey Khwaab Mujhey Kyun Dikha Rahey Ho,

Agar Pyar Kar Ke Aisey Hi, Hai Mujh Ko Chorrh Jaana 
Bataao Phir Pyar Karna, Mujhey Kyun Sikha Rahey Ho, 

Jahaan Say Umeed Bhi Kam Hai, Aur Aas Bhi Nahin Baaqi 
Bolo Na Phir Uss Simat, Chaltey Kyun Jaa Rahey Ho, 

Mairi Qismat Mein Nahin Ho, Tum Jaantey Bhi Ho Lekin 
Phir Bhi Apney Dil Mein , Mujhe Kyun Basa Rahey Ho, 

Jiss Haath Mein Na Bani Hai, Lakeer Koi Mairey Naam Ki 
Phir Uss Haath Ko Mairey Haath Mein, Tum Kyun Thama Rahey Ho, 

Main Pehley Bhi Utth Gaya Tha Jo Gira Tha Iss Dagar Pey 
Abb Bhi Rehney Do Zameen Par, Mujhey Kyun Uttha Rahey Ho, 

Iss Rastey Pey Main Kho Gaya Tha Pehley Bhi Mairey Humdum 
Mujhey Dhoondney Ke Waastey Khudh Ko Kyun Ganwa Rahey Ho, 

Mairi Aankhon Mein Hain Abb Aansoo, Na Kabhi Khatam Honey Waaley 
Kaash Sun Letey Jab Main Kehta Tha, Itna Kyun Hansa Rahey Ho, 

Mairi Chotti Si Hai Ikk Guzaarish Mairey Khuda Tu Kabool Kar Ley 
Mujh Ko Bhi Tu Paas Bula Ley, Agar Tum Uss Ko Bula Rahey Ho,

Saturday, November 23, 2013

Ajeeb Tarha Se Utri Hai Ab K Tanhai


Ajeeb Tarha Se Utri Hai Ab K Tanhai
Dar-o-Deewar Se Barsney Lagi Hai Ab K Tanhai,

Ye Mere Ghar Ki Udasi Se Dar Gai Shayed
Lipatt K Mujh Se Galey Ro Rahi Hai Tanhai,

Chalo K Raat Hoi Ab To Lotna Hai Mujhey
K Mere Ghar Pe Meri Muntazir Hai Tanhai,

Mai Jaa K Usko Sunati Hoon Haal-e-Dil Apna
Phir Apna Haal Sunati Hai Mujhko Tanhai,

Bari Talaash Se Usko Mila Hai Ghar Mera
Phirti Hai Mere Liye Dar-Badr Tanhai. 

Iss Rah-Ulfat Ke Musafir Ke Sath Tu Ne Kia Kia


Iss Rah-Ulfat Ke Musafir Ke Sath Tu Ne Kia Kia
Kabhi Apna Lia Kabhi Thukra Dia,

Meri Mohabbat Patton Ka Mahal To Nahi
Kabhi Bana Lia Kabhi Gira Dia,

Main Teri Kitab-e-Zindagi Ka Wo Haraf To Nahi Hon
Jise Kabhi Likh Lia Kabhi Mita Dia,

Mera Sath Tere Lia Bahes Ruswai To Nahi
Jise Kabhi Dunia Ko Bata Dia Kabhi Chupa Lia,

Aaj Kal Logon Ka Yehi Mashgala Ha
Kabhi Hamain Yad Kia Kabhi Bhula Dia.

Moam ki tarha pighlty howye daikha us ko


Moam ki tarha pighlty howye daikha us ko
Rut jo badli to badalty howye daikha us ko,

Jany kis ghum ko chhupany ki tamanna hai usy
Aaj her baat par hansty howye daikha us ko,

Wo jo kanton ko bhi narmi se chhuwa karta tha
Hum nay phoolon ko masalty howye daikha us ko,

Najany woh duaon main mangta hai kissy
Haath uthaty he sisakty howye daikha us ko,

Tb haath dua k liye uthaaye hum nay
Jab muqaddar say ulajhty howye daikha us ko.

Kabhi Rim Jhim Kabhi Garmi Kabhi Saaya Mujh Mein


Kabhi Rim Jhim Kabhi Garmi Kabhi Saaya Mujh Mein
Janay Kiyon Ek Sa Mausum Nahi Rehta Mujh Mein,

Warna Duniya To Nahi Rakhti Kisi Par Bhi Nazar
Hai Meri Jaan Koi Dilchasp Tamasha Mujh Mein,

Jis Ka Sangam Meri Aankhein Hain Meri Palkein Hain
Behta Rehta Hai Musalsal Koi Darya Mujh Mein,

Apni Hi Zaat Mein Mehsoor Hua Betha Hon
Bhaag Janay Ka Nahi Koi Bhi Rasta Mujh Mein,

Main Khilonon Say Behalnay Pay Qana'at Karta
Kaash Rehta Mera Bachpan Hi Hamesha Mujh Mein.

Kyun na phir sy usay milnay ka irada kr lon

Kyun na phir sy usay milnay ka irada kr lon
Zakhm ye sadiyon purana tar-o-taza kr lon,

Phir sy keh doon usay k tum meri aqeedat ho
Phir sy guzri mohabaton ka eyada kr lon,

Sonp doon ab ye apni shokh tabiyat uss ko
Sochta hu k khud ko is qadar saada kr lon,

Ya usay pa k bhula doon me dard-o-ghum apnay
Ya us k hijjr ka ghum aur b zyada kr lon,

Wo to hr qasam hans k torr jata ha
Phr nya kis tarha us sy koi wada kr lon.
, ,

50 Pictures Of Four Line Poetry

Bus Ek Aakhri Khuwahish He

four lines poetry
Bus ek aakhri khuwahish he tum se
Ek sham mere nam ki sajao to sahi
Apni weraan zindagi main hamain bulao to sahi
Zaid is bar mari mohabbat to aazmao to sahi



Mujhe Kuch Aur Kehna Tha

four lines shayari
Wo kuch sunta to me kehta,mujhe kuch aur kehna tha
Wo pal bhar ko jo ruk jata mujhe aur kehna tha
Ghalat fehmi ne batoun ko barha dala younhi warna zaid
Kha kuch tha wo kuch samjha , mujhe kuch aur kehna tha



Maa Ka He Kam Bus Dua Karna

urdu 4 lines pics
Mene sikha he apne bacho se
Sach ka izhar bar-mala karna
Chahe aulad kitne hi dukh de
Zaid maa ka he kam bus dua karna

Friday, November 22, 2013

,

Urdu Aankhein Ghazal Shayari

Neli,Kali,Bhori Aankhein

aankhein ghazals

                    Neli,kali,bhori aankhein
                    Chamakti,badami aankhein
                    Tekhi,Surk sharabi aankhein
                    Thaki hoi si bojhal aur nendasi aankhein
                    Bhoki aankhein,nangi aankhein
                    Aankhoun ke us bojh se dab kar mur jhain gi
                    Zaid piyamil ki piyasi aankhein

Thursday, November 21, 2013

, ,

Kiya Karta Hoon Tanhai Main Ashkon Se Wuzu Aksar


Kiya Karta Hoon Tanhai Main Ashkon Se Wuzu Aksar
Tassawur Mein Raha Karti Hai Tujh Se Guftugu Aksar,

Teri Ankhon Mein Khud Ko Dhoondta Hoon Is Liye Shayed
Ke Apni Hi Raha Karti Hai Mujh Ko Justuju Aksar,

Takaa Karta Hoon Tanha Beth Kar Pehron Jo Phoolon Ko
Tumhari Un Main Hoti Hai Shabahat Hu�bahuu Aksar,

Woh Raaz Dil Jisey Phoolon Ki Surat Dil Main Rakha Tha
Ussi Ki To Mehek Phailli Hai Jaana, Chaarsu Aksar,

Deen-E-Wafaa Ka Dum To Sab Bharty Hain Lekin Kyon
Issi Ke Naam Par Galiyon Mein Behtaa Hai Lahuu Aksar.

Sad Nazam | Jab Mera Zikar Ho


urdu nazams shayari

                    Mere marne ke bara saal bad bhi
                    Gar kahein pe kabhi
                    Jab mera zikar ho
                    Aur palkain teri
                    Tujh ko nam si lagain
                    Zaid main ye samjho ga
                    Main ne tujh ko pa lia

Wednesday, November 20, 2013

,

Deewan-e-Ghalib Urdu Poetry,Ghazals









Deewan-e-Ghalib Poems & Poetries - Deewan-e-Ghalib Urdu & English Poetry Urdu poems and Urdu Ghazals are all at one place.He is considered, in South Asia, to be one of the most popular and influential poets of the Urdu language. Ghalib today remains popular not only in India,baaziichaa-e-atfaal hai duniyaa mere aage hotaa hai shab-o-roz tamaashaa mere aage ik khel hai aurang-e-sulemaaN mere nazadiik ik baat hai ...
Mirza Ghalib is the popular urdu poet known all over the world. Read the best collection of mirza ghalib poetry about love, sadness, mohabat and short poems ...Mirza Galib Poetry is loved by urdu poetry lovers around the world. Mirza Ghalib is one of the most popular poets from pakistan.Ghalib poetry sms messages and Ghalib poetry text msgs for your mobile phone. All Mirza Asadullah Khan Ghalib poetry ,Mirza Ghalib is the popular urdu poet known all over the world. Read the best collection of mirza ghalib poetry about love, sadness, mohabat and short poems ...Mirza Galib Poetry is loved by urdu poetry lovers around the world. Mirza Ghalib is one of the most popular poets from pakistan.

Tuesday, November 19, 2013

, ,

50 My Best Every Ghazal Designed

Wohi Raste Wohi Manzilain

urdu sad ghazal

                    Younhi ranjishoun main guzar gai
                    Kabhi wo khafa
                    Kabhi main khafa
                    In Chahatoun ke mour pae
                    Kabhi wo ruka
                    Kabhi main ruka
                    Wohi raste wohi manzilain
                    Na use khabar
                    Na mujhe pata
                    Apni apni ana main gum
                    Zaid kabhi wo jhuda
                    Kabhi main juda

Monday, November 18, 2013

Urdu Lovely Sad Picture poetry shayari










The largest Urdu poetry urdu shayari The home of urdu poetry, urdu shayari, sad shayari, urdu sms, love poetry, sad poetry and hindi shayaris. Most updated urdu poetry, Urdu Poetry Photos, Urdu Poetry Images, Urdu Poetry Pictures. 
Picture Shayari. bohat boltey ho tum. Sun kar tamaam raat meri dastaan-e-gham, Boley to sirf yeh ke bohat boltey ho tum.
Main kahin bhook se na mar jaaon ae ameer-e-sheher,
Gar mustaqbil hoon tumhara bachaa lo mujh ko..
Is kheyaal se hi har shaam jald neend aayi,
Mujh se bichrre huye log sheher-e-khawab mein hain..
Mumkin hai nikal aaye yahan koi musafir,
Sehraa mein lagate chalo do chaar shajar aur..
Jo aata hai khushi ki intehaa per,
Bohat roye they us aansu ki khatir..
Waqt taizi se badal gaya,
aur tum waqt se bhi tez nikle..

Tafseel se kese sunayain yeh qissa mohabbat ka,
Ke tum masroof ho ab tak humain barbaad karne mein..