Thursday, April 10, 2014

Filled Under: , , , ,

Kuch toh Fikar karo hamare


Kuch toh Fikar karo hamare
Ishq kiya hai koi gunah toh nahi,

Intzar ki lari me motiyon ki tarah
Hun aaj bhi tasbeh bikhri toh nahi,

Is qadar bhi kya masrufiyat jaan
Mai bichra hun abi Mara toh nahi,

Naraz nahi hai, tu khafa nahi
Lehja tera badla bewaja toh nahi,

Teri befikri pe qurban jaoun
Lakin Mai tujh jaisa toh nahi.

0 comments:

Post a Comment