Kholi Aankh Rakhi Nend Main Bhi
Wo to kaheye ke kholi aankh rakhi neend main bhi
Warna hum par shab ka koi war to chal jana tha
Fasal bar-wqt na kati jo dosro ki _ Zaid
Aasmano ne zamino ko nigal jana tha
Piyar Magar Hum Karte Hain
Hum dunya se darte hain
Aur abhi tak darte hain
Piyar magar hum karte hain
Zaid_aur abhi tak karte hain
Mujh Se Bichar Ke To
Mujh se garez chahe to har rasta badal
Main sang-e-raah ho to sabhi rasto main houn
Mujh se bichar ke to bhi roe ga umer bhar_Zaid
Ye soch le ke main bhi teri khowahisho main houn
0 comments:
Post a Comment