Saturday, March 30, 2013

, ,

Urdu Shayari Design Pics For "DUA"


urdu sad shayari photos
Mangi he dua isi iltija ke sath_Zaid
Kat jae meri umer usi be-wafa ke sath




urdu sad shayari photos
Na dua na salam kyun anjan hain aankhain
Zaid_lagta he geroun pe meharban hain ye aankhain


, ,

Sad Poetry Shayari For "YAQEEN"


best urdu poetry images
Mit jae gunahoun ka tasawur hi jahan se 
Zaid_agar ho jae yaqeen ke khuda dekh raha he




Ae sang dil apna aqeda to batata ja
Tujha muhabbat pe yaqeen nahi ya mujh pe




best urdu poetry images
Kash ke tum mout hote_Zaid
Ek din to yaqeen hota tumhare aane ka


Friday, March 29, 2013

, ,

Urdu Best Sad Ghazal

Ho Jahan Fursat-e-Gham Dard Pukara Na Kare

urdu sad ghazal ,loving ghazal


                   Koi aawaz na de koi pukara na kare
                   Hum hain tofan main koi sahara na kare

                                      Dil main jo dard he ban jae na farya do gafan
                                      Kash wo mo jabain zulfoun ko sanwara na kare

                   Chal Zaid zara mazi ki taraf lout chalain
                   Ho jahan fursat-e-gham dard pukara na kare


, ,

Best Collection Of Urdu Poetry For "MOHABBAT"


Best urdu sad poetry mohabbat
Koi taveez ho rid-e-bala ka_Zaid
Mere piche mohabbat parh gae he




Best urdu sad poetry mohabbat
Jis ne bhi suna mujhe mohabbat ho gye he
Sub ne yehi kha Zaid tum to samajdar the




Best urdu sad poetry mohabbat
Us ki aankho main mohabbat ka sitara hoga
Zaid_ek din aaega wo shakhs hamara hoga




Best urdu sad poetry mohabbat
Jazbe ishq alfaz ka mohtaj to he lekin_Zaid
Jo alfaz main bayan ho wo mohabbat nahi hoti




Best urdu sad poetry mohabbat
Hum to jene chale hain Zaid 
Bhar main jae ye mohabbat


Thursday, March 28, 2013

, ,

Urdu Beautiful Poetry With Photos

Jese Ho Kisi Yaad Main

Urdu Poetry Images
Ek soch me doba hua mayoos sa chera
Ek zabt se tehri hoi be-jan si aankhain
Mur jhaya hua jism wo khoya hua lehja_Zaid
Jese ho kisi yaad main khoi hoi sansain



Usi Dewar Ke Sae Main Thi

Urdu Poetry Images
Wohi verani ghar ki wohi tanhahiyan
Wohi heran se bikhre hoe aangan ki tanhaiyan
Lipat kar ro die wo ghar ki jis dewar se_Zaid
Us dewar ke sae main thi yadoun ki parwaiyan



Us Ke Chere Ko Kabhi Din Ke Ujale Main Parho

Urdu Poetry Images
Us ke chere ko kabhi din ke ujale main parho
Us main bikhre hoe kuch khuwab nazar aae ge
Aur aankho main wo gham hain ke bayaa ho na sake
Zaid_tujh ko to bus ab nazar aae ge



Koi Bhi Chera Main Dekho To Yaad Aata He

Urdu Poetry Images
Koi bhi chera main dekho to yaad aata he
Tere Hontoo ka tabasum teri aankho ki haya
Jab bhi barsat ho yaad aata he aksar mujh ko
Zaid_tere aanchal ka sirakna teri zulfo ki ghata


Romantic Lovely urdu sad poetry,


Urdu Poetry & Ghazals by famous Pakistani and Indian poets. Get the Urdu shayari largest collection by categories like love shairy, sad shayari. Urdu poetry archive with ghazals, The biggest Urdu poetry web site of the world. Thousands of Urdu poems/ghazals. No need to download or install any font. First and largest Urdu ,The home of urdu poetry, urdu shayari, sad shayari, urdu sms, love poetry, sad poetry and hindi shayaris. Most updated urdu poetry website ,A collection of Urdu poems and ghazal, romantic, sad, funny, love poetry shayari and urdu poetry pictures,
The best sad poetry on the web here. Urdu sad poetry is really sad poetry written in urdu sad poetry language. Read and send sad poetry,best Urdu poetry, English poetry and poetry sms. Read love poetry, sad poems, 2 line poety and english poems by different authors,A place of urdu poetry, urdu sad poetry, urdu shayari, sad shayari, love poetry, romantic poetry, urdu sms. This website has a great collection of Urdu Poetry,

Urdu Poetry & Ghazals by famous Pakistani and Indian poets. Get the Urdu shayari largest collection by categories like love shairy, sad shayari. Urdu poetry archive with ghazals, The biggest Urdu poetry web site of the world. Thousands of Urdu poems/ghazals. No need to download or install any font. First and largest Urdu ,The home of urdu poetry, urdu shayari, sad shayari, urdu sms, love poetry, sad poetry and hindi shayaris. Most updated urdu poetry website ,A collection of Urdu poems and ghazal, romantic, sad, funny, love poetry shayari and urdu poetry pictures,
The best sad poetry on the web here. Urdu sad poetry is really sad poetry written in urdu sad poetry language. Read and send sad poetry,best Urdu poetry, English poetry and poetry sms. Read love poetry, sad poems, 2 line poety and english poems by different authors,A place of urdu poetry, urdu sad poetry, urdu shayari, sad shayari, love poetry, romantic poetry, urdu sms. This website has a great collection of Urdu Poetry,

Wednesday, March 27, 2013

, ,

Nice Urdu Poetry In Image For "GHAM"


urdu gham shayari
Jab koi poche shab-e-gham ka chand kese dhala
Zaid_hum teri zulf ki tasveer bana dete hain



tanha poetry shayari
Larna paogi ke dunya bhar ke gham hain samne
Zaid_sath mujh tanha ko ab har dam tumhara chahiye



sharab poetry pictures
Aaj shab be-hisab pi hum ne Zaid
Kisi ke gham ki sharab pi hum ne



gham aankhein shayari
Bhar jae na aankhain na bhar jae mera dil
Shayad ke tere gham se na ghabrae mera dil

Tuesday, March 26, 2013

, ,

Urdu Piyar Bhari Shayari For "AAWAZ"


Urdu piyar bhari shayari
 Likhti houn to tum hi tum autarte ho qalam main
Zaid_parhti houn to lehja bhi tum aawaz bhi tum ho



Urdu piyar bhari shayari
Tere khamosh hontoo se mohabbat gungunati he
Main tera houn,to mera he,yehi aawaz aati he




Urdu piyar bhari shayari
Sunta kese wo mere dil ki aawaz ko
Zaid_Dil tootne ki kab sada hoti he




Urdu piyar bhari shayari
Dil ko cho jati he youn rat ki aawaz kabhi_Zaid
Chounk authti houn kahein tone pukara hi na ho




Urdu piyar bhari shayari
Chup gaya he koi aawaz de kar
Zaid ur rehman ye sitam kyun ho raha he


Monday, March 25, 2013

, ,

Heart Touching Nazam


In Do Aankho Main Bohut Dour kahein

Best urdu nazam | Poetry

                    In do aankho main bohut dour kahein
                    Guzre ho hom zamano ki khowahish phene
                    Ek mehbob khushi rehti he
                    Saf shifaf fazaoun main
                    Nigahoun ki hodoun se aage
                    Khuwab aawara parindo ki tarah
                    Phir mere dil ki taraf aate hain
                    Zaid in do aankho se ki jake kahe
                    Koi darya koi chashma koi jhounka le kar 


, ,

Urdu Short Poetry Photos For "Bhool"

bhool shayari pics
Kese bhooladoun tum ko main_Zaid
mout insano ko aati he yadoun ko nahi



urdu short poetry
Ab kisi aankh ka jado nahi chalta mujh par_Zaid
Wo nazar bhool gae he mujhe pathar kar ke



heart touching poetry
Bataona? kese tumhain bhoolaoun_Zaid
Tum to waqif ho is hunar se



beautiful poetry images
Rasm-e-ulfat hi ijazat nahi deti warna
Zaid_hum bhi bhoolain tujhe aesa ke sada yaad karo



piyar bhool shayari
Hum bhol gae har bat_Zaid
Magar us ka piyar nahi bhoole



maa poetry shayari
Kitni kam zarf thi jo mujh ko bhoola bethi
Zaid_main to mukhlis tha maa ki duaoun ki tarah

, ,

Very Nice Urdu Ghazal


Na Dua Na Salam Kyun Anjan Hain Aankhain

Sad urdu ghazal

                    Na dua na salam kyun anjan hain aankhain
                    lagta he geroun pe meharban hain aankhan

                                              Shamil the kabhi hum bhi tamanaoun main un ki
                                              Dekho to kis qadar ye nadan hain aankhain

                    Kyunke milain ge wo hum se                  
                    Shayad apne kie pe pasheman hain aankhain

                                              Hogye diwane ulfat main un ki Zaid
                                              Warna to haqiqat main pechan hain aankhain


, ,

Best Urdu Shayari Pictures For "UDAS"

udas poetry images
Aaj to be-sabab udas he ji
Zaid_ishq hota to koi bat bhi thi



zindagi udas shayari
Zindagi bhar udas rehna he_Zaid
Sochti houn to muskurati houn



udas ghazal photos
Aaj bichre to mosam udas lagta he
Zaid_ghazal is par bhi bana ke dekhe ge



udas december poetry
Mujhe ab farq nahi parhta december beet jane ka
Udasi meri fitrat he ise mosam se kia matlab

Sunday, March 3, 2013